“Kehti Hai Yeh Thandi Hawa” Song Details:
| Movie: | Ilzam (1954) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Madan Mohan |
| Music Director(s): | Madan Mohan |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | R. C. Talwar |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kishore Kumar, Meena Kumari, Jagdish Sethi, Meera Devi, Rafiq Anwar, Shammi |
Kehti hai yeh thandi hawa aa
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa aa
Kehti hai yeh thandi hawa
Hmmmm hmmmm hmmmm
Mausam ke labon par ek raag hai
Lehron mein sulagti ek aag hai
Mausam ke labon par ek raag hai
Lehron mein sulagti ek aag hai
Aise mein kahan hai tu saaz utha
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa
Kehti hai yeh thandi hawa
Hmmmm hmmmm hmmmm
Naiya ki tarah hai yeh zindagi
Jaayegi kahaan mat soch kabhi
Manzil se tujhe kya yeh gham na laga
Kehti hai yeh thandi hawa
Yeh rut yeh sama aise na ganwa
Kehti hai yeh thandi hawa
Aa aa aa aa.


