Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics

Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics Lyrics

“Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai” Song Details:

Movie: Madari (1959)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Pyarelal Santoshi
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s): Romantic
Director(s): Babubhai Mistri
Music Label: © Saregama
Starring: Rajan, Chitra, Jayashree Gadkar, Mahar Desai, Sunder

Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru main sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai

Bich bajariya ched na mujhko
Kahna mera mann le
Kahna mera mann le
Pyar bhari do dil ki batiya
Sara jag na janle
Sara jag na janle
Sharmau ghabrau
Ye pahli pahli har hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai

Chod ke apni pyari dunia
Dar pe tere aayi hu
Dar pe tere aayi hu
Bali umariya bholi suratiya
Dekh main kya kya layi hu
Dekh main kya kya layi hu

Tere nain le gaye chain
Jina ab duswar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top