Koi Aaye Lyrics

Koi Aaye Lyrics Lyrics

“Koi Aaye” Song Details:

Movie: 1982 – A Love Marriage (2016)
Singer(s): Javed Ali, Kirti Killedar
Lyricist(s): Aditi Jahagirdar
Composer(s): Anurag Sharma, Chinmay
Music Director(s): Anurag Sharma, Chinmay
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Prashant M Gorey
Music Label: © T-Series
Starring: Amit Kumar Sharma, Omna Harjani, Gaurav Prakash Kothari, Aloksen Guptaa
Release on: 11th March, 2016

Koi aaye, yun samaye,
Keh jaye dil ki sau baatein,
Pal mein mehke, pal mein behke,
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye.

In aankhon mein
Sapne badalne lage hain,
Badalne laga yeh sama,
Yeh dil bhi kyun
Armaa jagane laga hai,
Bhulaake yeh sara jahan,

Paas aye, gun gunaye,
Kar jaye dil kayi vaade,
Pal mein mehke, pal mein behke,
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye.

Janoon main na janoon,
Behka behka lage
Kyun yeh mausam,
Manoon ya na manoon,
Yeh jo kehta harpal
Yunhi haske madham,

Ab hone laga hai, yeh dil toh diwana,
Labon pe khili hai hasee,
Ab hone laga hai, yeh pal bhi naya sa,
Kyun lagti hai duniya nayi,


Koi aye, yun samaye,
Keh jaye dil ki sau baatein,
Pal mein mehke, pal mein behke,
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye.

Harpal lagta hai kyun,
Aisi dhun koi sunti hi jaoon,
Jaane anjaane mein ,
Ab toh nagme woh saare
Main sau sau gaoon,
In lamhon mein kho ke
Yun jeene laga hoon,
Ke mil gaye do jahaan,
In raahon se
Aise guzarne laga hoon,
Ke dhudoon main tere nishaan,

Koi aye, yun samaye,
Keh jaye dil ki sau baatein,
Pal mein mehke, pal mein behke,
Haule se yeh pal kyun tham sa jaye,

Koi aaye, yun samaye,
Pal mein mehke, pal mein behke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top