Mahue Ka Ghoont Lyrics

Mahue Ka Ghoont Lyrics Lyrics

“Mahue Ka Ghoont” Song Details:

Movie: Ab Insaf Hoga
Singer(s): Vinod Rathod
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s): Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s): Sharaabi
Director(s): Harish Shah
Music Label: © Tips Music
Starring: Mithun Chakraborty, Rekha, Rohini Hattangadi, Farooq Shaikh, Prem Chopra
Release on: 6th January, 1995

Mahue ka ghut ek piya
Mahue ka ghut ek piya
Maja aayi gawa
Mahue ka ghut ek piya
Maja aayi gawa

Tut gaya hamra jiya
Are tut gaya hamre
Jiya maja aayi gawa
Mahue ka ghut ek piya
Maja aayi gawa re

Dekha nahi aisa nadan hame
Dete hai dil log di jan hamne
Dekha nahi aisa nadan hame
Dete hai dil log di jan hamne

Kam aisa hamne kiya
Kam aisa hamne kiya
Maja aayi gawa
Mahue ka ghut ek
Piya maja aayi gawa

Lakho me ek phul khilta nahi hai
Ye dard sabko milta nahi hai
Lakho me ek phul khilta nahi hai
Ye dard sabko milta nahi hai


Ye dard mujhko diya
Ye dard mujhko diya
Maja aayi gawa
Mahue ka ghut ek
Piya maja aayi gawa
Re maja aayi gawa

Usne banayi ha isabki jodi
Khali jagah mere dil me chodi
Usne banayi ha isabki jodi
Khali jagah mere dil me chodi

Kismat ne ye kya kiya
Kismat ne ye kya kiya
Maja aayi gawa
Mahue ka ghut ek piya
Maja aayi gawa

Tut gaya hamra jiya
Are tut gaya hamre
Jiya maja aayi gawa
Ha mahue ka ghut ek
Piya maja aayi gawa re.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top