Badnaam Mohabbat Kaun Lyrics

Badnaam Mohabbat Kaun Lyrics Lyrics

“Badnaam Mohabbat Kaun” Song Details:

Movie: Dost (1944)
Singer(s): Noor Jehan
Lyricist(s): Shams Lakhnavi
Composer(s): Sajjad Hussain
Music Director(s): Sajjad Hussain
Genre(s): Romantic
Director(s): Shaukat Hussain Rizvi
Music Label: © Columbia Records
Starring: Maya Banerjee, Noor Jehan, Kanhaiyalal, Motilal ,Shaukat Hussain Rizvi

Badanaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Badanaam
Badnaam mohabbat kaun kare
Aur ishq ko rushavaa kaun kare
Aur ishq ko rushavaa kaun kare
Badanaam

Jab de diyaa dil hi haatho se
Jab de diyaa dil hi haatho se
Phir aap se shikawaa kaun kare
Phir aap se shikawaa kaun kare
Badanaam

Aakho mein samaye jab tum ho
Aur dil mein samaye jab tum ho
Aur dil mein samaye jab tum ho
Phir tum hi bataa do aake zaraa
Phir tum hi bataa do aake zaraa
Duniyaa ki tamannaa kaun kare
Duniyaa ki tamannaa kaun kare
Badanaam
Badnaam mohabbat kaun kare

Aansoo to kiye hai khushk magar
Itanaa to bataado ab aakar
Itanaa to bataado ab aakar
Jo aag lagi hai sine mein
Jo aag lagi hai sine mein
Us aag ko thandaa kaun kare
Us aag ko thandaa kaun kare
Badanaam
Badnaam mohabbat kaun kare.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top