Ab To Ghabraake Lyrics

“Ab To Ghabraake” Song Details:

Album/Label: Badli Teri Nazar (2011)
Singer(s): Shabbir Hussain
Genre(s): Ghazal
Music Label: © ACE Music
Starring: Vasu
Release on: 1st January, 2011

Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge
Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge

Hum nahi woh jo kare
Khoon ka dawa tujh par
Hum nahi woh jo kare
Khoon ka dawa tujh par
Hum nahi woh jo kare
Khoon ka dawa tujh par
Balke puchhega khuda
Bhi toh mukar jayenge
Balke puchhega khuda
Bhi toh mukar jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge

Tum ne thehrai agar
Gair ke ghar jaane ki
Tum ne thehrai agar
Gair ke ghar jaane ki
Tum ne thehrai agar
Gair ke ghar jaane ki
Toh irade aahaan kuch
Aur thaher jayenge
Toh irade aahaan kuch
Aur thaher jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge

Zakhm darse jo bigade
Huye hain lulla
Zakhm darse jo bigade
Huye hain lulla
Zakhm darse jo bigade
Huye hain lulla
Unko maikhane mein le
Aao sudhar jayenge
Unko maikhane mein le
Aao sudhar jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Mar ke bhi chain na
Aaya toh kidhar jayenge
Ab to ghabraake yeh
Kehte hai ke mar jayenge.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top