“Saiyan Bolain” Song Details:
| Movie: | Bol (2011) |
| Singer(s): | Bina Jawad, Sahir Ali Bugga, Shabnam Majeed |
| Lyricist(s): | Shoaib Mansoor |
| Composer(s): | Shoaib Mansoor |
| Music Director(s): | Shoaib Mansoor |
| Genre(s): | Mujra |
| Director(s): | Shoaib Mansoor |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Humaima Malik, Atif Aslam, Mahira Khan, Iman Ali, Shafqat Cheema, Manzar Sehbai, Zaib Rehman, Amr Kashmiri |
| Release on: | 31st August, 2011 |
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye
Hum tuhaare huye hain
Hume aur naa sataaye
Andheron mein aake
Koi aas toh banaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye saiyan
Phoolon se rang chheele
Taaron se roshni li
Kisne hamari saari
Zindagi se zindagi li
Dholti naiyya ko
Koi kinara dikhaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye saiyan
Humko benaam karke
Khaas se kaam karke
Subah subah hamari
Zindagi ki shaam karke
Aap sulaayi naseeb
Aape hi jagaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye
Saiyan bolain na
Bolain humse
Door nahin jaaye
Saiyan bolain.


