Main Dilruba Hoon Lyrics

Main Dilruba Hoon Lyrics Lyrics

“Main Dilruba Hoon” Song Details:

Movie: Hum Hain Lajawaab (1984)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Mohan Sehgal
Music Label: © Saregama
Starring: Kumar Gaurav, Padmini Kolhapure, Monty Nath
Release on: 1st January, 1984

Main dilruba hoon, saare shehar
Mein sabke dilon pe likha hai
Mera naam aur pata
Main dilruba, main dilruba,
Main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein
Sabke dilon pe likha hai
Mera naam pata
Main dilruba, main dilruba,
Main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein
Sabke dilon pe likha hai
Mera naam pata
Ho ho ho main dilruba, main dilruba

Nind agar udd jaaye kisi ki
Are chain agar udd jaaye kisika
Nind agar udd jaaye kisi ki
Are chain agar udd jaaye kisika
Ho log kahe mujhase ho
Na ho yeh hai kaam tera
Main dilruba, main dilruba,
Main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein
Sabke dilon pe likha hai
Mera naam pata
Ho ho ho main dilruba, main dilruba

Baatein meri misri ki daliya,
Are aankhein meri jannat ki galiya
Baatein meri misri ki daliya,
Are aankhein meri jannat ki galiya
Ho ho inn galiyon meinjo
Aaya woh rasta bhul gaya
Main dilruba, main dilruba,
Main dilruba, ho main dilruba
Ho saare shehar mein
Sabke dilon pe likha hai
Mera naam pata
Ho ho ho main dilruba,
Main dilruba, main dilruba, main dilruba.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top