Hum Apne Dard Ka Kissa Lyrics

Hum Apne Dard Ka Kissa Lyrics Lyrics

“Hum Apne Dard Ka Kissa” Song Details:

Movie: Muqabala (1942)
Singer(s): Khan Mastana
Lyricist(s): A. Karim
Composer(s): Khan Mastana
Music Director(s): Khan Mastana
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Nanabhai Bhatt, Babubhai Mistri
Music Label: © Twin Records
Starring: Agha, Azim, Dalpat, Fearless Nadia, Habib, M.K. Hasan, Jal Khambatta, Kunzru, Baby Madhuri, Khan Mastana, Nazira, Rajni, Abdul Rehman, Shreenivas, Yakub

Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai

Taras rahe hai idhar
Idhar hum to dekhne ke liye
Taras rahe hai idhar
Idhar hum to
Dekhne ke liye hai
Udhar vo chehre ko
Apne chupaye jate hai
Udhar vo chehre ko
Apne chupaye jate hai
Mujhe mitta ke bhi
Chhoda na unki ulfat ne
Mujhe mitta ke bhi
Chhoda na unki ulfat ne
Bhula raha hoon magar
Yaad aaye jate hai
Bhula raha hoon magar
Yaad aaye jate hai

Ha pila kar de unhe
Behosh kar de ae saki
Pila kar de unhe
Behosh kar de ae saki
Ke hosh mein
Tere deewane aaye jate hai
Ke hosh mein
Tere deewane aaye jate hai
Hum apne dard ka
Kissa sunaye jate hai
Vo hans rahe hai
Hum aansu bahaye jate hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top