Dil Ne Use Maan Liya Lyrics

Dil Ne Use Maan Liya Lyrics Lyrics

“Dil Ne Use Maan Liya” Song Details:

Movie: Santan (1959)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Composer(s): Dattaram Wadkar
Music Director(s): Dattaram Wadkar
Genre(s): Romantic
Director(s): Jyoti Swaroop
Music Label: © Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Kamini Kadam, Nazir Hasain, Rita Roy

Dil ne use maan liya jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya
Dil ne use maan liya jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya

Unki aahkho ki chamak jaise heero ki damak
Haye rangin ada hum to jayenge bahak
Unki aahkho ki chamak jaise heero ki damak
Haye rangin ada hum to jayenge bahak
Hum to jayenge bahak
Hune wo pyar kiya jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya
Dil ne use man liya

Koi taswir bani aaj takdir bani
Julf chehre pe jhuki wohi janjir bani
Koi taswir bani aaj takdir bani
Julf chehre pe jhuki wohi janjir bani
Wohi janjir bani
Dil se dil badh liya jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya
Dil ne use man liya jiska andaz naya

Aake sapno me sada le gaye dil ko chura
Hamne to dhund liya aanhko me kaid kiya
Aake sapno me sada le gaye dil ko chura
Hamne to dhund liya aanhko me kaid kiya
Aanhko me kaid kiya
Dil ko di aisi saja jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya
Dil ne use maan liya jiska andaz naya
Sokh aachal ke tale aasiya ban hi gaya
Aasiya ban hi gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top