Sooni Raat Mein Kho Gaye Lyrics

Sooni Raat Mein Kho Gaye Lyrics Lyrics

“Sooni Raat Mein Kho Gaye” Song Details:

Movie: Sannata (1966)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): Hemant Kumar
Music Director(s): Hemant Kumar
Genre(s): Sad
Director(s): M. Sabharwal
Music Label: © Saregama
Starring: Anil Chatterjee, Tanuja, Raj Mehra

Sooni raat mein kho gaye
Chand ke saye
Do akele chal rahe hai
Raat akeli chand akela
Hamsafar do ajanbi the
Raat akeli chand akela

Aawara safar jaye to kaha
Viran hai jamin
Viran aasaman
Do bechare chal rahe hai
Raat akeli chand akela
Sooni raat mein kho gaye
Chand ke saye

Milti hai kaha ye tanhaiya
Do khamosh gham
Do parchhaiya
Do bechare chal rahe hai
Raat akeli chand akela
Do akele chal rahe hai
Raat akeli chand akela
Sooni raat mein kho gaye
Chand ke saye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top