“Nadiya Pe Lehre” Song Details:
| Movie: | Darmiyaan: In Between (1997) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Javed Akhtar |
| Composer(s): | Bhupen Hazarika |
| Music Director(s): | Bhupen Hazarika |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Kalpana Lajmi |
| Starring: | Arif Zakaria, Kirron Kher, Tabu, Shahbaaz Khan, Rita Ganguli, Sayaji Shinde |
Nadiya pe lehre lehro pe naiya
Naiya mein patwar
Phir kyu tum us par ae sajan
Aur main hoon is par
O ji main tadpu is par
O ji main tarsu is par
Nadiya pe lehre lehro pe naiya
Naiya mein patwar
Phir kyu tum us par ae sajan
Aur main hoon is par
O ji main tadpu is par
O ji main tarsu is par
Nadiya kinare ek gav hai
Gav mein ambuva ki chhav hai
Chhav mein rahe ek jogi
Jaise van mein rahe sajna.


