Peena Haram Hai Lyrics

Peena Haram Hai Lyrics Lyrics

“Peena Haram Hai” Song Details:

Album/Label: Rahat (2001)
Singer(s): Aziz Ali
Lyricist(s): Aziz Ali
Composer(s): Aziz Ali
Music Director(s): Aziz Ali
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Aziz Ali

Peena haram hai na
Peelana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai
Peene ke baad hosh mein
Peene ke baad hosh
Mein aana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai

Saaki kasam sharaab
Ki tu mera jaam bhar
Saaki kasam sharaab
Ki tu mera jaam bhar
Saaki kasam sharaab
Ki tu mera jaam bhar
Saaki kasam sharaab
Ki tu mera jaam bhar
Peene ko aa gaya hoon
Satana haram hai
Peene ko aa gaya hoon
Satana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai

Mosam sharab peene
Ka aaya hai maikasho
Mosam sharab peene
Ka aaya hai maikasho
Mosam sharab peene
Ka aaya hai maikasho
Mosam sharab peene
Ka aaya hai maikasho
Aise mein maikade mein
Na jana haram hai
Aise mein maikade mein
Na jana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai

Kehti hai tumse kali
Ghata sun lo shekh ji
Kehti hai tumse kali
Ghata sun lo shekh ji
Kehti hai tumse kali
Ghata sun lo shekh ji
Kehti hai tumse kali
Ghata sun lo shekh ji
Ilzaam maikashi pe
Lagana haram hai
Ilzaam maikashi pe
Lagana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai

Mahir ruke na peene
Peelane ka silsila
Mahir ruke na peene
Peelane ka silsila
Mahir ruke na peene
Peelane ka silsila
Mahir ruke na peene
Peelane ka silsila
Kehane ko keh rahe
Zamana haram hai
Kehane ko keh rahe
Zamana haram hai
Peene ke baad hosh mein
Peene ke baad hosh mein
Aana haram hai
Peena haram hai na
Peelana haram hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top