Pehli Lagan Lyrics

Pehli Lagan Lyrics Lyrics

“Pehli Lagan” Song Details:

Album/Label: Talaash (1993)
Singer(s): Junoon (Band)
Lyricist(s): Salman Ahmad
Composer(s): Junoon (Band)
Music Director(s): Junoon (Band)
Music Label: © EMI Music
Release on: 3rd September, 1993

Bhoolta hi nahin
Khushboo sa woh badan
Dhoondti hai jise
Sanson ki har shikan
Bhoolta hi nahin
Khushboo sa woh badan

Dekhte hi jise
Ho gea tha milan
Dekhne main kiran
Choone main agan

Yaad hai mujhe
Mann ki woh dukhan
Bhoolti nahin
Woh pehli lagan
Yaad hai mujhe
Woh khushboo sa badan
Beeti huwi baaton
ko sochon to
Jalta hai mera mann

Mein kahan woh kahan
Bas yaadein reh gaiin
Keh saka jo na mein
Woh baatein reh gaiin
Jaagne ke liye
Bas raatein reh gaein
Raste hain wohi
Dooriyan barh gaein
Chhedti hain mujhe
Meri tanhaian

Yaad hai mujhe
Mann ki woh dukhan
Bhoolti nahin
Woh pehli lagan
Yaad hai mujhe
Woh khushboo sa badan
beeti huwi baaton ko sochon to
Jalta hai mera mann.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top