Babu Re Babu Is Zamane Lyrics

Babu Re Babu Is Zamane Lyrics Lyrics

“Babu Re Babu Is Zamane” Song Details:

Movie: Milan Ki Raat (1967)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Ghazal
Director(s): R. Bhattacharya
Music Label: © Saregama
Starring: Sanjay Khan, Sharmila Tagore

Baby aye babu is zamane mein
Is zamane mein zamane mein
Zamane mein do cheeze hai boori
Is zamane mein is zamane mein zamane mein
Zamane mein do cheeze hai boori
Ek mohabbat ki, ek mohabbat ki nazar doojhe
Doojhe chhuri is zamane mein
Is zamane mein zamane mein
Zamane mein do cheeze hai boori

Chhuri ka jo kaam wohi nazaron ka kaam hai
Chhuri ka jo kaam wohi nazaron ka kaam hai
Chhuri ka jo kaam wohi nazaron ka kaam hai
Chhuri ka jo kaam wohi nazaron ka kaam hai
Yeh bhi badnaam hai woh bhi badnaam hai
Yeh bhi badnaam hai woh bhi badnaam hai
Har fasane mein
Har fasane mein zamane mein
Do cheeze hai boori ek mohabbat ki
Ek mohabbat ki nazar doojhe
Doojhe chhuri is zamane mein

Mile ye sayaane ko to bigadi sanwarle
Mile ye sayaane ko to bigadi sanwarle
Mile ye sayaane ko to bigadi sanwarle
Mile ye sayaane ko to bigadi sanwarle
Deewane ke paas hoto khud ko hi maar le
Deewane ke paas hoto khud ko hi maar le

Aaj maane mein
Aaj maane mein zamaane mein
Do cheeze hai boori ek mohabbat ki
Ek mohabbat ki nazar doojhe
Doojhe chhuri is zamane mein

Par hai zaroori dono aalam ke waaste
Par hai zaroori dono aalam ke waaste
Par hai zaroori dono aalam ke waaste
Ik dushman ke vaste ek baalam ke vaaste
Ik dushman ke vaste ek baalam ke vaaste
Haan nishaane mein
Haan nishaane mein zamane mein
Do cheeze hai boori ek mohabbat ki
Ek mohabbat ki nazar doojhe
Doojhe chhuri is zamane mein
Zamane mein do cheeze hai boori.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top