“Dil Mein Tum Ho” Song Details:
| Album/Label: | Magic Moments (1994) |
| Singer(s): | Jagjit Singh |
| Lyricist(s): | Jigar Moradabadi |
| Composer(s): | Jagjit Singh |
| Music Director(s): | Jagjit Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Saregama |
| Release on: | 17th February, 1994 |
Dil mein tum ho nazar
Kaa hangaam hai
Kuchh sahar kaa vaqt hai
Kuchh shaam hai
Dil mein tum ho
Ranj-o-gam dil kii
Tabiyat ban chuke
Ranj-o-gam dil kii
Tabiyat ban chuke
Ab yahaan aaraam hii
Aaraam hai
Dil mein tum ho
Pii rahaa huun aankhon
Aankhon mein sharaab
Pii rahaa huun aankhon
Aankhon mein sharaab
Ab na shiishaa hai na
Koii jaam hai
Dil mein tum ho nazar
Kaa hangaam hai.


