रख तू हौसला Rakh Tu Hausla Lyrics

रख तू हौसला Rakh Tu Hausla Lyrics Lyrics

“Rakh Tu Hausla” Song Details:

Label: T-Series
Singer(s): Swarit Nigam, Rani Mukerji
Lyricist(s): Pravin Talan
Composer(s): Nippu Khound
Music Director(s): Nippu Khound
Genre(s): Motivational
Music Label: © T-Series

Kuch khamosh hai ye sheher
Kuch dehshat mein hai fizza
Sannatto mein bhi shor hai
Ik jang chhidi charo aur hai
Mayus hota hai tu kyun
Dar dar ke kyun jeeta hai
Waqt ka kyaa hai tal jaayega
Ye manzar phir badal jaayega

Jo na raha woh kal rahega bhi ye pal
Jo na raha woh kal rahega bhi ye pal

Jo na raha woh kal rahega na bhi ye pal
Jo na raha woh kal rahega na bhi ye pal

Ujhde hai khwaab shehmi si saanse
Hairaan pareshaa sun saan raahe
Is dard mein bhi na jee na too chhod
Thoda kar intazaar rakh itana tu josh
Jara dekh le khula hai aasamaan
Pankh lagenge phir se bharenge udaan

Rakh do gaj ki duri na dilon mein faasla
Hum ek hai jang ek hai rakh tu hausala
Tu hai alag tu kuchh juda hai
Is jang ka tu heero waqt ye gawaah hai
Janam liya hai jee kar rahenge
Na darenge na jhukenge jeet kar hi rahenge


Jo na raha woh kal rahenge na bhi ye pal
Jo na raha woh kal rahenge na bhee ye pal
Jo na raha woh kal rahenge na bhi ye pal
Jo na raha woh kal rahenge na bhee ye pal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top