Agar Qubool Hamaara Lyrics

Agar Qubool Hamaara Lyrics Lyrics

“Agar Qubool Hamaara” Song Details:

Movie: Afsana Dilwalon Ka
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Composer(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Music Director(s): Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)
Genre(s): Romantic
Director(s): J. Om Prakash
Starring: Ashish Kaul, Juni, Rahul Roy
Release on: 31st July, 2001

Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Toh aashqui mein ho
Toh aashqui mein
Hamaara bhi naam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye

Tumhaari aankhon mein
Chaahat hamaari soti hai
Tumhaari aankhon mein
Chaahat hamaari soti hai
Tumhaare naam se
Har roj subah hoti hai
Tumhaare naam se
Har roj subah hoti hai
Tumhaari baat kare
Hum toh shaam ho jaaye
Tumhaari baat kare
Hum toh shaam ho jaaye
Toh aashqui mein ho
Toh aashqui mein
Hamaara bhi naam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye

Izaajat ho toh mohabbat
Mein ek kaam kare
Izaajat ho toh mohabbat
Mein ek kaam kare
Hum apani jindagi
Jaanam tumhaare naam kare
Hum apani jindagi
Jaanam tumhaare naam kare
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Toh aashqui mein ho
Toh aashqui mein hamaara
Bhi naam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Agar qubool hamaara
Salaam ho jaaye
Toh aashqui mein
Hamaara bhi naam ho jaaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top