“Tu Bada Aadmi Hain” Song Details:
| Movie: | Humlaa (1992) |
| Singer(s): | Alka Yagnik |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Composer(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Music Director(s): | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Genre(s): | Dance |
| Director(s): | N. Chandra |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Dharmendra, Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kimi Katkar, Ashok Kumar, Om Shiv Puri, Shafi Inamdaar, Anupam Kher, Johny Lever |
| Release on: | 29th May, 1992 |
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Bade aadmi se aadmi nikala
To kya rah gaya bas bada rah gaya
Parda akal pe pada raha gaya
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Bade aadmi se aadmi nikala
To kya rah gaya bas bada rah gaya
Parda akal pe pada raha gaya
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Uncha bahut paid ek naam ka
Na phool na phal kis kam ka
Uncha bahut paid ek naam ka
Na phool na phal kis kam ka
Bilkul akela khada rah gaya
Parda akal pe pada raha gaya
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Dushman se na tune badla liya
Apne sajan pe bhi humla kiya
Dushman se na tune badla liya
Apne sajan pe bhi humla kiya
Afsosh mujhko bada rah gaya
Parda akal pe pada raha gaya
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain
Bade aadmi se aadmi nikala
To kya rah gaya bas bada rah gaya
Parda akal pe pada raha gaya
Tu bada aadmi hain
Duniya manti hain.


