हाये रब्बा Haaye Rabba Lyrics

हाये रब्बा Haaye Rabba Lyrics Lyrics

“Haaye Rabba” Song Details:

Label: Indie Music Label
Singer(s): Papon
Lyricist(s): Siddharth Amit Bhavsar
Composer(s): Siddharth Amit Bhavsar
Music Director(s): Siddharth Amit Bhavsar
Genre(s): Romantic
Music Label: © Indie Music Label

Ik chand hai aur ik tu
Dono hubahu kaise bhala
Neendon ke bina khawaab sa tu
Mere rubaru kaise bata

Jo choriyaan aakhon ne ki
Uski saza dil ne sahi
Kar jo diya ab ye gunaah
Manzoor hai har wo saza

Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba

Jaise hum deewane the
Waise hi deewane hai
Aaj bhi ye hothon pe tere hi taraane hai
Mere khayaalon mein
Dil ki kitaabon mein
Likhe tujhe milne ke laakhon bhaane hai

Jaise hum deewane the
Waise hi deewane hai
Aaj bhi ye hothon pe tere hi taraane hai
Mere khayaalon mein
Dil ki kitaabon mein
Likhe tujhe milne ke laakhon bhaane hai


Shaam seher yun beet gaye hum
Duniya bhulakar jeet gaye

Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba
Haaye rabba haaye rabba haaye re rabba.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top