Dard Ko Na Jana Lyrics

Dard Ko Na Jana Lyrics Lyrics

“Dard Ko Na Jana” Song Details:

Album/Label: Saavan Ki Aahat Se (2015)
Singer(s): Raju Magare
Lyricist(s): Raju Magare
Composer(s): Suneet Borgaonkar
Music Director(s): Suneet Borgaonkar
Genre(s): Sad
Director(s): Mohan Zine
Music Label: © Yellow & Red Music
Starring: Raju Magare
Release on: 31st March, 2015

Dard ko na jana
Na dil ko pehchana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana
Tune mujhko banaya deewana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana

Maangi dawaa na di tune
Tadpa hoon kitna ye tu kya jaane
Maangi dawaa na di tune
Tadpa hoon kitna ye tu kya jaane
Mere jaisa na tu kisi aur ko na tasana
Tune mujhko banaya deewana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana

Karke duaan karke waade
Tarsi hai kitani meri raate
Karke duaan karke waade
Tarsi hai kitani meri raate
Nahi gilaa mujhe bin pyarke mar jaana
Tune mujhko banaya deewana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana
Tune mujhko banaya deewana
Dard ko na jana
Na dil ko pehchana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top