“Insaaf” Song Details:
| Movie: | Talvar (2015) |
| Singer(s): | Arooj Aftab |
| Lyricist(s): | Gulzar |
| Composer(s): | Vishal Bhardwaj |
| Music Director(s): | Vishal Bhardwaj |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Meghna Gulzar |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Irrfan Khan, Ayesha Parveen, Neeraj Kabi, Konkona Sen Sharma, Sohum Shah, Gajraj Rao, Atul Kumar, Tabu |
| Release on: | 2nd October, 2015 |
Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga
Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga
Jis din se maine aankhein kholi
Insaaf, insaaf, insaaf hoga
Behta kya, aankh mein,
Ummeed nahi hai
Aansoo kal mol toh hai,
Khareed nahi hai
Taraazoo uthega toh insaaf hoga
Hoga, hoga, insaaf hoga
Insaaf, insaaf, insaaf hoga
Behti nadiyaan, rukti nahi hai
Dooba dooba tara, tara dooba
Toh bhi mukti nahin hai
Gardan par hai, karz lahu ka
Gardan dekar hi maaf hoga
Insaaf, insaaf, insaaf hoga
Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga
Jis din se maine aankhein kholi
Insaaf, insaaf, insaaf hoga.


