“Rahe-Ishq Ki Intiha Chahta Hoon” Song Details:
| Album/Label: | Kalaam-E-Mohabbat (1992) |
| Singer(s): | Ustad Ghulam Ali |
| Lyricist(s): | Sant Darshan Singh Ji Maharaj |
| Composer(s): | Allauddin Khan |
| Music Director(s): | Allauddin Khan |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Ghulam Ali |
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Jo irafaan ki zindagi ko badha de
Main woh wadae jaan fizza chahta hoon
Main woh wadae jaan fizza chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Mita kar mujhe aap mein jajb kar le
Baka ke liye main fanna chahta hoon
Baka ke liye main fanna chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Baya hale dil main karu kyun jaban se
Baya hale dil main karu kyun jaban se
Baya hale dil main karu kyun jaban se
Kuda janata hain main kya chahta hoon
Kuda janata hain main kya chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Mere charagar main hoon bimar teraa
Mere charagar main hoon bimar teraa
Mere charagar main hoon bimar teraa
Tere hath se hee shifa chahta hoon
Tere hath se hee shifa chahta hoon
Junoon sa koyi rehnuma chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon
Rahe-ishq ki intiha chahta hoon.


