Dil Dhadakne Ki Yeh Lyrics

Dil Dhadakne Ki Yeh Lyrics Lyrics

“Dil Dhadakne Ki Yeh” Song Details:

Album/Label: Ehsaas Pyar Ka (2014)
Singer(s): Janiva Roy
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Yellow & Red Music
Starring: Janiva Roy
Release on: 1st February, 2014

Dil dhadakne ki
Yeh sada kya hai
Dil dhadakne ki
Yeh sada kya hai
Dil ko aakhir
Dil ko aakhir
Mere hua kya hai
Dil dhadakne ki
Eh sada kya hai

Unki aankhon ko
Padh liya lekin
Unki aankhon ko
Padh liya lekin
Unki aankhon ko
Padh liya lekin
Humse mat puchhiye
Likha kya hai
Humse mat puchhiye
Likha kya hai
Dil ko aakhir
Dil ko aakhir
Mere hua kya hai
Dil dhadakne ki
Yeh sada kya hai

Bewafa aake ab
Gale lag jaa
Bewafa aake ab
Gale lag jaa
Bewafa aake ab
Gale lag jaa
Kaise uljhan hain
Sochta kya hai
Kaise uljhan hain
Sochta kya hai
Dil ko aakhir
Dil ko aakhir
Mere hua kya hai
Dil ko dhadakne
Ki sada kya hai

Mujhko marna hai
Ek din sayeed
Mujhko marna hai
Ek din sayeed
Mujhko marna hai
Ek din sayeed
Bach nikalne ka
Raasta kya hai
Bach nikalne ka
Raasta kya hai
Dil ko aakhir
Dil ko aakhir
Mere hua kya hai
Dil ko dhadakne
Ki sada kya hai
Dil ko aakhir
Dil ko aakhir
Mere hua kya hai
Dil ko dhadakne
Ki sada kya hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top