Kya Jaane Kab Kahan Se Lyrics

Kya Jaane Kab Kahan Se Lyrics Lyrics

“Kya Jaane Kab Kahan Se” Song Details:

Album/Label: Shamakhana (2011)
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Saeed Rahi
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Decca Label Group
Starring: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain
Release on: 19th April, 2011

Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal
Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal
Uss shokh ne mujhi
Ko sunai meri ghazal
Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal

Puchha jo maine usse ki
Ke hain kaun khush naseeb
Puchha jo maine usse ki
Ke hain kaun khush naseeb
Puchha..
Puchha jo maine usse ki
Ke hain kaun khush naseeb
Aankhon se muskurake
Lagaai meri ghazal
Aankhon se muskurake
Lagaai meri ghazal
Uss shokh ne mujhi ko
Sunaai meri ghazal
Kya jaane kab kahan se
Churai meri ghazal

Ek ek labz banke udda
Tha dhuaan dhuaan
Ek ek labz banke udda
Tha dhuaan dhuaan
Tha dhuaan dhuaan
Dhuaan dhuaan
Ek ek labz banke udda
Tha dhuaan dhuaan
Usne jo ghunghuna
Ke sunai meri ghazal
Usne jo ghunghuna
Ke sunai meri ghazal
Uss shokh ne mujhi ko
Sunaai meri ghazal
Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal

Har ek shakhs meri
Ghazal ghunghunae hain
Har ek shakhs meri
Ghazal ghunghunae hain
Raahi teri jubaan pe
Na aayi meri ghazal
Raahi teri jubaan pe
Na aayi meri ghazal
Uss shokh ne mujhi
Ko sunaai meri ghazal
Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal
Kya jaane kab kahan
Se churai meri ghazal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top