Aaj Kal Mujhko Lyrics

Aaj Kal Mujhko Lyrics Lyrics

“Aaj Kal Mujhko” Song Details:

Album/Label: Har Pal Tera Hi Nasha Hai (2014)
Singer(s): N. Laxman
Lyricist(s): N. Laxman
Composer(s): N. Laxman
Music Director(s): N. Laxman
Genre(s): Romantic
Music Label: © Yellow & Red Music
Starring: N. Laxman
Release on: 26th July, 2014

Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main
Aisa kyun mujhko
Lagne laga hai
Koi mere mann ko
Chhune laga hai
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main

Dekhe mujhe woh
Aisi nazar se
Pehchaanti woh
Kahin dino se
Dekhe mujhe woh
Aisi nazar se
Pehchaanti woh
Kahin dino se
Mera dil bhi thoda
Behekne laga hai
Unhi ke ishare
Chalne laga main
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main

Kya haal mera
Jaaniye toh zara
Paas aake thoda
Puchhiye toh zara
Kya haal mera
Jaaniye toh zara
Paas aake thoda
Puchhiye toh zara
Aapka hi asar
Mujhpe huaa hai
Maaniye na maaniye
Sochiye toh zara
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main
Aisa kyun mujhko
Lagne laga hai
Koi mere mann ko
Chhune laga hai
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main
Aaj kal mujhko yeh
Kya ho raha hai
Har waqt har pal
Bechain hoon main.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top