Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics

Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics Lyrics

“Hame Phoolo Ki Tarah” Song Details:

Movie: Mehboob Mere Mehboob
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Dev Kohli
Composer(s): Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director(s): Raamlaxman (Vijay Patil)
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ramanjit Juneja, Gurdip Singh
Music Label: © T-Series
Starring: Joy Mukherjee, Pratibha Sinha, Mohnish Behl, Gulshan Grover, Alok Nath, Biswajeet

Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Ham tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hamein phoolo ki tarab
Dil ke saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jaye
Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jayegi
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top