Kya Bhala Hai Kya Bura Hai Lyrics

Kya Bhala Hai Kya Bura Hai Lyrics Lyrics

“Kya Bhala Hai Kya Bura Hai” Song Details:

Album/Label: Aaeena
Singer(s): Jagjit Singh
Lyricist(s): Dr. Bashir Badr
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Jagjit Singh

Apna apna rasta hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi
Kya bhala hai kya bura hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi

Justazoo hai ek musalsal justazoo
Justazoo hai ek musalsal justazoo
Kya kahi kuch kho gaya hai kuch nahi
Kuch kho gaya hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi

Mohar mere nam ki har shaype hai
Mohar mere nam ki har shaype hai
Mere ghar me mera kya hai kuch nahi
Mere ghar me mera kya hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi

Kahene wale apni apni kah gaye
Kahene wale apni apni kah gaye
Muzse puchho kya suna hai kuch nahi
Muzse puchho kya suna hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi

Koi darwaje pe hai to kya huya
Koi darwaje pe hai to kya huya
Aap se kuch mangta hai kuch nahi
Aap se kuch mangta hai kuch nahi
Apna apna rasta hai kuch nahi.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top