“Kahani Hamari Fasana Hamara (Male)” Song Details:
| TV Show: | Yehh Jadu Hai Jinn Ka! |
| Singer(s): | Bhaven Dhanak |
| Lyricist(s): | Divy Nidhi Sharma |
| Composer(s): | Sanjeev Srivastava |
| Music Director(s): | Sanjeev Srivastava |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Gul Khan, Mrinal Jha |
| Music Label: | © Star Plus |
| Starring: | Vikram Singh Chauhan, Aditi Sharma |
| Release on: | 14th October, 2019 |
Kahaani hamaari fasaana hamaara
Gamo ne sunaaya dobaaraa dobaaraa
Kahaani hamaari fasaana hamaara
Gamo ne sunaaya dobaaraa dobaaraa
Meri daastaan mein
Hai bheege se mausam
Huyi meri palke tabhi phir se nam
Kahaani hamaari fasaana hamaara
Gamo ne sunaaya dobaaraa dobaaraa
Hai tu chaand jaisi hoon main aag jaisa
Milna humara mumkin nahin
Hai tu chaand jaisi hoon main aag jaisa
Milna humara mumkin nahin
Banaa hoon main pathron se
Tu kaanch ka hai sanam
Kahaani humari fasaana hamaara
Ghamon ne sunaaya dobaaraa dobaaraa
Hawa mein nami hai badi lazmi hai
Chahat ne itna rulaya humein
Hawa mein nami hai badi lazmi hai
Chahat ne itna rulaya humein
Ek pal thaa sab hamara
Ek pal thaa sab hamara
Ek pal mein sab kuch khatam
Kahaani hamaari fasaana hamaara
Gamo ne sunaaya dobaaraa dobaaraa
Meri daastaan mein
Hai bheege se mausam
Huyi meri palke tabhi phir se nam
Kahaani hamaari fasaana hamaara
Gamo ne sunaaya dobaaraa dobaaraa.


