“Tujhpe Fida” Song Details:
| Movie: | Sirf….: Life Looks Greener On the Other Side |
| Singer(s): | Sohail Sen, Tarannum Malik |
| Lyricist(s): | Mehboob Alam Kotwal, Vipul Saini |
| Composer(s): | Shibani Kashyap, Sohail Sen |
| Music Director(s): | Shibani Kashyap, Sohail Sen |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Rajaatesh Nayar |
| Music Label: | © Sony Music |
| Starring: | Kay Kay Menon, Manisha Koirala, Ranvir Shorey, Sonali Kulkarni |
| Release on: | 25th April, 2008 |
You got to get it all night
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale
Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale
Ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa
Raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
Parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya
Suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya
Parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya
Suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya
Kaun marebi, kaun habibi, kaun kiska yahaan
Raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
Aazad hoga koyi, koyi kaide julfo mein hoga
Shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga
Aazad hoga koyi, koyi kaide julfo mein hoga
Shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga
Kaun sachcha, kaun jhuta, kaun kiska yahaan
Raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
You got to get it all night
Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale
Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale
Ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa
Raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
Tujhpe fida hai mera di deewaana
Main hu sharaabi tu hai paimaana
You got to get it all night.


