Mohabbat Kar Ke Kya Loge Lyrics

Mohabbat Kar Ke Kya Loge Lyrics Lyrics

“Mohabbat Kar Ke Kya Loge” Song Details:

Movie: Lambe Haath (1960)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): G.S. Kohli
Music Director(s): G.S. Kohli
Genre(s): Romantic
Director(s): Krishna Malik
Music Label: © Saregama
Starring: Mehmood, Naaz, Daisy Irani, Naazi, Mridula

Mohabbat kar ke kya loge
Aji badle me kya doge
Ye aisa raz hai jisko
Mohabbat kar ke samjhoge
Ye aisa raz hai jisko

Badi halchal si hai dil me
Badi halchal si hai dil me
Kaha kya saham nazro ne
Ye pahla pahla jhonka hai
Abhi to aur bahkoge
Ye pahla pahla jhonka hai

Kiya kisne ye kya jadu
Kiya kisne ye kya jadu
Hua mai khud se bekabu
Jo hona tha hua ab to
Yuhi din rat tadpoge
Jo hona tha hua ab to
Mohabbat kar ke kya loge
Aji badle me kya doge
Ye aisa raz hai jisko
Mohabbat kar ke samjhoge
Ye aisa raz hai jisko.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top