Hasrat Bhari Nazar Lyrics

Hasrat Bhari Nazar Lyrics Lyrics

“Hasrat Bhari Nazar” Song Details:

Album/Label: Kuchh Dil Ne Kaha (2013)
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Harsh Brahmbhatt
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Red Ribbon
Release on: 17th December, 2013

Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko

Meri khabar se mujhko rakhta hain bakhabar woh

Mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
Mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

Usko main maangata hoon sajde mein sar jukake

Daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
Daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
Woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top