“Aaye Na Aisa Waqt” Song Details:
| Movie: | Mera Damad (1995) |
| Singer(s): | Anuradha Paudwal |
| Lyricist(s): | Babul Bose |
| Composer(s): | Babul Bose, Salil Chowdhury |
| Music Director(s): | Babul Bose, Salil Chowdhury |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Partho Ghosh |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Master Bhagwan, Utpal Dutt, Jankidas, Ashok Kumar, Prema Narayan, Farooq Shaikh, Tariq, Zarina Wahab |
| Release on: | 8th March, 1995 |
Aaye na aisa waqt
Kisi pe yahan kabhi
Aaye na aisa waqt
Kisi pe yahan kabhi
Jahan jise woh mujhko
Samjhta hain ajnabi
Aaye na aisa waqt
Kisi pe yahan kabhi
Mujh mein samaye hain
Jo meri jaan ki tarah
Woh ghar mein mere
Aaye hain mehmaan ki tarah
Mujh mein samaye hain
Jo meri jaan ki tarah
Woh ghar mein mere
Aaye hain mehmaan ki tarah
Kyaa khoob mujhse ki hain
Muqaddar ne dillagi
Kyaa khoob mujhse ki hain
Muqaddar ne dillagi
Jahan jise woh mujhko
Samjhta hain ajnabi
Aaye na aisa waqt
Kisi pe yahan kabhi
Manzil hain mere saamne
Mujhko hain ye patta
Par puchhata nahi hain
Mujhe koi raasta
Manzil hain mere saamne
Mujhko hain ye patta
Par puchhata nahi hain
Mujhe koi raasta
Laayi hain aise mod pe
Mujhko ye zindagi
Laayi hain aise mod pe
Mujhko ye zindagi
Jahan jise woh mujhko
Samjhta hain ajnabi
Aaye na aisa waqt
Kisi pe yahan kabhi.


