Pyar Hoga Nahi Aise Dar Dar Ke Lyrics

Pyar Hoga Nahi Aise Dar Dar Ke Lyrics Lyrics

“Pyar Hoga Nahi Aise Dar Dar Ke” Song Details:

Movie: Sanam Harjai (1995)
Singer(s): Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): Saawan Kumar Tak
Music Label: © T-Series
Starring: Himanshu, Saadhika, Simran, Sadashiv Amrapurkar, Reema Lagoo, Shiva Rindani, Pinky, Suhas Joshi, Yunus Parvez, Anil Nagrath, Doll Narang, Master Aman, Atima, Bandi, Gulshan Grover
Release on: 25th August, 1995

Pyar hoga nahi aise dar dar ke
Pyar hoga nahi aise dar dar ke
Pyar hoga nahi aise dar dar ke
Chabi fek de fek de fek de
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Chabi fek de darwaaza band kar ke

Yaar jina nahi hamko mar mar ke
Yaar jina nahi hamko mar mar ke
Chabi fek de fek de fek de
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Yaar jina nahi hamko mar mar ke

Khul ke mohabbat ka izhaar kar
Ab zamane ki rasmo se dar
Khul ke mohabbat ka izhaar kar
Ab zamane ki rasmo se dar
Prwh koi na koi fikar
Duniya se ho jaaye ham bekhabar
Ham to haare sanam
Ham to haare sanam aaj dar dar ke
Ham to haare sanam aaj dar dar ke
Chabi fek de fek de fek de
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Yaar jina nahi hamko mar mar ke

Dil mein chhupi ishq ki jwala hai
Koi nahi dekhne wala hai
Dil mein chhupi ishq ki jwala hai
Koi nahi dekhne wala hai
Do jism ek jaan ho jaayenge
Sapno ki baaho mein kho jaayenge
Aake so jaao
Aake so jaao pehalu mein dilbar ke
Aake so jaao pehalu mein dilbar ke
Chabi fek de fek de fek de
Chabi fek de darwaaza band kar ke
Yaar jina nahi hamko mar mar ke
Yaar jina nahi hamko mar mar ke
Chabi fek de fek de fek de.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top