Pyaar Uska Mere Daman Me Lyrics

Pyaar Uska Mere Daman Me Lyrics Lyrics

“Pyaar Uska Mere Daman Me” Song Details:

Album/Label: Intezaar (2012)
Singer(s): Tamanna Bano
Composer(s): Aamir Ghulam Ali
Music Director(s): Aamir Ali
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Tamanna Bano
Release on: 6th August, 2012

Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Woh magar aisa gaya
Loat ke aaya hi nahi
Pyaar uska

Pyaas aankho ki koi
Kaise bujata meri
Usne parda kabhi
Chehare se hataya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska

Ye gurur se kab utar
Jata magar kya karte
Woh kabhi samne aayi
Lekin aaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska

Tujhse bichhada to main
Zinda raha barso lekin
Dil ki ujadi huyi duniya
Ko basaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top