Dil Ruba Lyrics

Dil Ruba Lyrics Lyrics

“Dil Ruba” Song Details:

Album/Label: Aatish
Singer(s): Faakhir Mehmood
Composer(s): Awaz (Band)
Music Director(s): Awaz (Band)
Genre(s): Dance, Love
Director(s): Babar Shaikh
Music Label: © Sadaf Music
Starring: Faakhir Mehmood

Tujhko apne sang loon main
Rang aisa rang loon main
Jaan tujh pe waar doon main

Tujhko apne sang loon main
Rang aisa rang loon main
Jaan tujh pe waar doon main
Pyaar maange pyaar doon main
Tera chehara aur woh jhulfein
Chha gayi har sooo…
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Kho gaya tu kahan dil ruba o dil ruba

Dekhun teri main adaaye
Chahoon teri main wafaayein
Dil ye deta hain sadaaye
Ishq mein hum doob jaaye
Tera chehara aur woh jhulfein
Chha gayi har sooo…
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Kho gaya tu kahan dil ruba o dil ruba

Chaand mein jo chaandani hain
Ye soomo ki roshani hain
Mere dil ki dillaggi hain
Kyaa woh meri zindagi hain
Tera chehara aur woh jhulfein
Chha gayi har sooo…
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Kho gaya tu kahan dil ruba o dil ruba

Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Dil ki baate kar ke dekhe
Ik dujhe pe mar ke dekhe
Kho gaya tu kahan dil ruba o dil ruba
O dil ruba o dil ruba o dil ruba
O dil ruba o dil ruba


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top