Tujhe Sochta Hoon Lyrics

Tujhe Sochta Hoon Lyrics Lyrics

“Tujhe Sochta Hoon” Song Details:

Movie: Jannat 2 (2012)
Singer(s): Krishnakumar Kunnath (K.K)
Lyricist(s): Sayeed Quadri
Composer(s): Pritam Chakraborty
Music Director(s): Pritam Chakraborty
Genre(s): Love
Director(s): Kunal Deshmukh
Music Label: © Sony Music
Starring: Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Prachi Desai, Esha Gupta, Imran Zahid
Release on: 4th April, 2012

Tujhe sochta hoon
Main shaam oh subah
Iss se zyada tujhe
Aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon
Mein dooba raha
Iss se zyada tujhe
Aur chahoon toh kya

Bas saare gham mein
Jaana sang hoon tere
Har ek mausam me
Jaana sang hoon tere
Ab itne imtehaan na le mere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere

Meri dhadkano
Mein hi teri sada
Iss kadar tu meri
Rooh mein bas gaya
Teri yaadon se kab
Raha main judaa
Waqt se pooch le
Waqt mera gawaah
Bas saare gham mein
Jaana sang hoon tere
Har ek mausam me
Jaana sang hoon tere
Ab itne imtehaan
Bhi naa le mere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere

Hey…

Tu mera thikaana
Mera aashiyana
Dhale shaam jab
Bhi mere paas aana
Hai baahon mein
Rehna kahin ab naa jaana
Hoon mehfooz inn
Mein bura hai zamana
Bas saare gham mein
Jaana sang hoon tere
Har ek mausam me
Jaana sang hoon tere
Ab itne imtehaa
Bhi naa le mere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere
Aaa sang hoon tere
Hey.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top