Hum To Mashoor Huye Hain Lyrics

Hum To Mashoor Huye Hain Lyrics Lyrics

“Hum To Mashoor Huye Hain” Song Details:

Movie: Dil Hai Ki Manta Nahin (1991)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Lyricist(s): Rani Malik
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Ghazal
Director(s): Mahesh Bhatt
Music Label: © T-Series
Starring: Aamir Khan, Pooja Bhatt, Anupam Kher, Tiku Talsania
Release on: 12th July, 1991

Hum to mashhoor huye hain
Aapki chahat mein
Hum to mashhoor huye hain
Aapki chahat mein
Kitne majboor hue hain
Aapki chahta mein
Hum to mashhoor huye hain
Aapki chahat mein

Aap hi aap hain jaati hain
Jaha tak yeh nazar
Aap hi aap hain jaati hain
Jaha tak yeh nazar
Dil hamara hai magar
Aap ka haq hai iss par
Duniya se dur huye hain
Aap ki chahat mein
Duniya se dur huye hain
Aap ki chahat mein
Kitne majboor huye hain
Aapki chahat mein
Hum to mashhoor huye hain
Aapki chahat mein

Aap se pyaar kiya
Aapka armaan kiya
Aap se pyaar kiya
Aapka armaan kiya
Ek nazar mein hi ye
Dil aap pe qurbaan kiya
Hum se yeh kusoor huye hain
Aapki chahat mein
Hum to mashhoor huye hai
Aapki chahat mein
Kitne majbor huye hain
Aapki chahat mein

Hum to mashhoor huye hai
Aapki chahat mein
Aapki chahat mein…
Aapki chahat mein…
Aapki chahat mein…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top