“Tadpun Ya Pyar Karoon” Song Details:
| Movie: | Ekka Raja Rani (1994) |
| Singer(s): | Alka Yagnik |
| Lyricist(s): | Sameer |
| Composer(s): | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Music Director(s): | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Genre(s): | Dance, Drama |
| Director(s): | Afzal Ahmad |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Vinod Khanna, Govinda, Ayesha Jhulka, Paresh Rawal, Johny Lever, Rajendra Nath, Tinu Anand, Ashwini Bhave, Anil Dhawan, Bharat Kapoor |
| Release on: | 24th June, 1994 |
Tadpu ya main pyar karoon
Chahu ya inkar karoon
Tadpu ya main pyar karoon
Chahu ya inkaar karoon
Mere samjh mein na aaye
Ke main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Bekarari hai ye dosti hai
Dillagi na ye dil ki lagi hai
Dil to pagal hai kuch bhi na mane
Ishq kya hai are wo nahi jane
Chahat hai kya dil ki dua
Ye raz hai kisko pata
Mere samjh mein na aaye
Ke main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Ye kasam leke todi na jaye
Tut jaye to jodi na jaye
Hai bada khubsurat fasana
O sabke bas mein nahi dil lagana
Ehsas hai ek pyas hai
Ye jaan to vishvas hai
Mere samjh mein na aaye
Ke main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Tadpu ya main pyar karoon
Chahu ya inkar karoon
Mere samjh mein na aaye
Ke main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon
Haye re main kya karoon.


