Meri Mohabbat Ke Lyrics

Meri Mohabbat Ke Lyrics Lyrics

“Meri Mohabbat Ke” Song Details:

Movie: Mehandi Ban Gai Khoon (1991)
Singer(s): Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Romantic
Director(s): R S Gilan
Starring: Sumeet Sehgal, Juhi Chawla, Satish Shah, Jankidas, Ashish Chanana
Release on: 1st January, 1991

Meri mohabbat ke
Tum ho khuda tum ho khuda
Meri mohabbat ke
Tum ho khuda tum ho khuda
Honge na kabhi hum tum judaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Yeh waada karo yeh wada raha
Yeh waada karo yeh wada raha

Meri mohabbat ke
Tum hi devta tum hi devta
Honge na kabhi hum tum judaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Yeh waada karo yeh wada raha
Yeh waada karo yeh wada raha
Meri mohabbat ke
Tum ho khuda tum ho khuda

Ye zaalim zamana hai
Bada hi satayega
Koan kaheta
Raaho mein humari
Deewar ban jaayega
Toh humaara kyaa jaayega
Rashmein kasmein waade khafaa
Hum na bhulayenge apni wafaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Yeh waada karo yeh wada raha
Meri mohabbat ke
Tum hi devta tum hi devta

Duniya ke zulmon se
Main takraungi achha
Tere liye main jaan pe
Khel jaaungi kya baat hai
Rashmein kasmein waade wafaa
Hum na bhulayenge apni wafaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Yeh wada karo yeh wada raha
Meri mohabbat ke
Tum ho khuda tum ho khuda

Ek chhota saa jahaan
Hum tum milke
Banayenge sach promiss
Chaand aur sitaaron ko
Dharti pe laayenge
Rashmein kasmein waade wafaa
Hum na bhulayenge apni wafaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Honge na kabhi hum tum judaa
Yeh wada karo yeh wada raha
Yeh wada karo yeh wada raha
Yeh wada karo yeh wada raha
Yeh wada karo yeh wada raha.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top