Charagar Haar Gaya Ho Jaise Lyrics

Charagar Haar Gaya Ho Jaise Lyrics Lyrics

“Charagar Haar Gaya Ho Jaise” Song Details:

Album/Label: Naghma-E-Dil (1991)
Singer(s): Ustad Ghulam Ali
Composer(s): Ustad Ghulam Ali
Music Director(s): Ustad Ghulam Ali
Genre(s): Ghazal

Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Ab to marna bhi dawa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

Mujhse bichhada tha
Wo pahale bhi magar
Mujhse bichhada tha
Wo pahale bhi magar
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

Mere mathe pe tere pyar ka hath
Mere mathe pe tere pyar ka hath
Ruh par dast e saba ho jaise
Ruh par dast e saba ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

Yun bahut has ke mila tha lekin
Yun bahut has ke mila tha lekin
Dil hi dil mein wo khafa ho jaise
Dil hi dil mein wo khafa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Ab to marna bhi dawa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top