Ek Din To Honi Thi Mohabbat Lyrics

Ek Din To Honi Thi Mohabbat Lyrics Lyrics

“Ek Din To Honi Thi Mohabbat” Song Details:

Movie: Bedardi (1993)
Singer(s): Alka Yagnik, Vinod Rathod
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Love
Director(s): Krishnakant Pandya
Music Label: © Tips
Starring: Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Naseeruddin Shah, Reena Roy, Ashok Banthia
Release on: 12th November, 1993

Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi
Chain mera khona tha
Neend meri khoni thi
Kho gayi kho gayi kho gayi

Ek din to honi thi qayamat
Ho gayi ho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi
Chain mera khona tha
Neend meri khoni thi
Kho gayi kho gayi kho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi

Maine bhi roka tumne bhi roka
Maine bhi roka tumne bhi roka
Par ye jawani de gayi dhoka
Aaya hawa ka ek aisa jhoka
Ek aisa jhoka
Na an karte ye sharart
Ho gayi ho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi

Jina hai mushkil
Marna hai mushkil
Jina hai mushkil
Marna hai mushkil
Dena nahi tha par de diya dil
Dil deke hum to deewane huye
Deewane huye
Puchho na humse jo halat
Ho gayi ho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi

Hotho pe na thi
Aankho mein ha thi
Hotho pe na thi
Aankho mein ha thi
Julfo ke jaise mai presha thi
Is dil ke hatho
Mushkil me jaa thi
Mushkil me jaa thi
Dil de diya to bas fursat
Ho gayi ho gayi


Ek din to honi thi mohabbat
Ho gayi ho gayi
Chain mera khona tha
Neend meri khoni thi
Kho gayi kho gayi kho gayi
Ek din to honi thi qayamat
Ho gayi ho gayi
Ek din to honi thi mohabbat
Mohabbat mohabbat
Mohabbat mohabbat mohabbat.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top