“Kuch Hai (Episode 1)” Song Details:
| TV Show: | Coke Studio Pakistan – Season 4 |
| Singer(s): | Manan Fateh Ali, Mizraab (Band) |
| Genre(s): | Sad |
| Release on: | 22nd May, 2011 |
Meri rooh ki gehraiyon mein sargoshiyan hein
Khwahishon mein aarzi yay khamoshiyan hein.
Saaz hay, raqs taal hay zindagi
Raaz yay koi pai ga kabhi
Kuch hay jo mila hi nahin ab tak
Justujoo, aarzoo ka silsila hay ab tak
Khushiyon kay apnay andaishay apnay andazay
Chehray ki roshni ko pal mein gham gehna day
Saaz hay, raqs taal hay zindagi
Raaz yay koi pai ga kabhi
Kuch hay jo mila hi nahin ab tak
Justujoo, aarzoo ka silsila hay ab tak
Kuch hay jo mila hi nahin ab tak
Justujoo, aarzoo ka silsila hay ab tak
Kuch hay jo mila hi nahin ab tak
Justujoo, aarzoo ka silsila hay ab tak.


