Rabba Lyrics

Rabba Lyrics Lyrics

“Rabba” Song Details:

Movie: Aashayein (2010)
Singer(s): Shiraz Uppal
Lyricist(s): Shakeel Sohail
Composer(s): Shiraz Uppal
Music Director(s): Shiraz Uppal
Genre(s): Love
Director(s): Nagesh Kukunoor
Music Label: © T-Series
Starring: John Abraham, Sonal Sehgal, Prateeksha Lonkar, Girish Karnad, Farida Jalal, Ashwin Chitale,Anaitha Nair
Release on: 27th August, 2010

Kuch bole huwe lafzon
Mein chupi baatain
Aur adh-khuli aankhon
Mein kati raatain
Kuch bole huwe lafzon
Mein chupi baatain
Aur adh-khuli aankhon
Mein kati raatain
Gumsum dabe dabe
Sulagte armaan
Khuwab nigaahon
Ho gaye mehmaan

Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra kya
Khoya kya mil gaya
Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra kya
Khoya aur kya mil gaya

Kuch jalte badan par
Meethi barsaatain
Phir khoi huwi raahon
Mein mulaqaatain
Kuch jalte badan par
Meethi barsaatain
Phir khoi huwi raahon
Mein mulaqaatain
Halchal ruki ruki
Aur dharkan bole
Yun hi kisi apne ke
Sang woh ho le

Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra kya
Khoya kya mil gaya
Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra kya
Khoya aur kya mil gaya


Kuch sehme sisakte
Yun hi khayaalon mein
Aur anjaani tanhai
Ke haalon mein
Kuch sehme sisakte
Yun hi khayaalon mein
Aur anjaani tanhai
Ke haalon mein
Basti jagi jagi kya
Sargam cherey
Yaad ki dori ko
Thaam ke na chorey

Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra
Kya khoya kya mil gaya
Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra
Kya khoya kya mil gaya

Rabba re kya huwa
Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra kya
Khoya aur kya mil gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top