Jaane Kyun Apne Aap Se Lyrics

Jaane Kyun Apne Aap Se Lyrics Lyrics

“Jaane Kyun Apne Aap Se” Song Details:

Album/Label: Dil Mein Aankhon Mein (2010)
Singer(s): Penaz Masani
Composer(s): Penaz Masani
Music Director(s): Penaz Masani
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Magnasound

Jaane kyun apne aap se sharma rahe hai log
Jaane kyun apne aap se sharma rahe hai log
Is zindagi se aaj kyun ghabhara rahe hai log
Jaane kyun apne aap se

Insaaniyat ka naam mita kar zameen se
Insaaniyat ka naam mita kar zameen se
Ab aasma ki aur badhe jaa rahe hai log
Ab aasma ki aur badhe jaa rahe hai log
Jaane kyun apne aap se

Ab bechne ke waste astaab kuchh nahi
Ab bechne ke waste astaab kuchh nahi
Kandho pe apni lash liye jaa rahe hai log
Kandho pe apni lash liye jaa rahe hai log
Jaane kyun apne aap se

Allah inko chhod sahanatko baksh de
Allah inko chhod sahanatko baksh de
Isaah ko phir suli pe latak rahe hai log
Isaah ko phir suli pe latak rahe hai log
Jaane kyun apne aap se sharma rahe hai log
Is zindagi se aaj kyun ghabhara rahe hai log
Jaane kyun apne aap se sharma rahe hai log.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top