Maana Yeh Aaj Humne Lyrics

Maana Yeh Aaj Humne Lyrics Lyrics

“Maana Yeh Aaj Humne” Song Details:

Movie: Thodi Life Thoda Magic
Singer(s): Shaan, Vinay Tiwari, Swati
Lyricist(s): Irshad Kamil
Composer(s): Vinay Tiwari
Music Director(s): Vinay Tiwari
Genre(s): Romantic
Director(s): Vinayak Rajesh
Music Label: © Ultra
Starring: Jackie Shroff, Arbaaz Khan, Parmeet Sethi, Sahil Chadha, Meera Vasudevan, Paresh Rawal
Release on: 27th June, 2008

He…aa…
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai

Maine toh abb tak yeh sikha
Ishq ke aage hai sab fika
Maine toh abb tak yeh sikha
Ishq ke aage hai sab fika
Mann pe chadhe toh utare na yeh
Ishq ka rang bada tikha
Maana yeh aaj hamane
Rango ki taajagi bhi
Thodi si aashqi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai

Ab hum samajhe ki hasrat hai kya
Dil ki yu dil se chaahat hai kya
Abb hum samajhe ki hasrat hai kya
Dil ki yu dil se chaahat hai kya
Aankho se jo bole jaaye un labjo ki kimat kya

Maana yeh aaj hamane labjo ki saadagi bhi
Thodi si aashqi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai

Yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
Marj bhi hai yeh yahi hai dawa
Yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
Marj bhi hai yeh yahi hai dawa
Ishq agar jaahir na ho toh yahi maja hai yahi saja hai
Maana yeh jindagi bhi
Jaise ki shaayari hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai
Maana yeh aaj hamane
Aisi hi jindagi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si aashqi hai
Thodi si yeh bandagi hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top