“Main Bewafa” Song Details:
| Movie: | Pyaar Ishq Aur Mohabbat |
| Singer(s): | Kumar Sanu |
| Lyricist(s): | Anand Bakshi |
| Music Director(s): | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Rajiv Rai |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Arjun Rampal, Kirti Reddy, Suniel Shetty, Aftab Shivdasani, Monica Bedi |
| Release on: | 3rd August, 2001 |
Main bewafa main bekadar
Maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar
Tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar
Tadpoonga main saari umar
Main bewafa main bekadar
Maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar
Tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar
Tadpoonga main saari umar
Duniya ke sab aashiqon Ki
todi hai sab maine rasme
Duniya ke sab aashiqon Ki
todi hai sab maine rasme
Beche hai sab apne vaade
Bechi hai sab apni kasme
Bechi hai sab apni kasme
Main bewafa main bekadar
Maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar
Tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar
Tadpoonga main saari umar
Yeh pyaar ishq aur mohabbat
Kya hai yeh ab maine jaana
Yeh pyaar ishq aur mohabbat
Kya hai yeh ab maine jaana
Vaapas magar kaise aaye
Guzra hua voh zamaana
Guzra hua voh zamaana
Main bewafa main bekadar
Maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar
Tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar
Tadpoonga main saari umar.


