Apne Ghar Mein Lyrics

Apne Ghar Mein Lyrics Lyrics

“Apne Ghar Mein” Song Details:

Movie: Boxer (1984)
Singer(s): Vanita Mishra
Lyricist(s): Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Raj N. Sippy
Music Label: © Shemaroo
Starring: Mithun Chakraborty, Rati Agnihotri, Tanuja, Danny Denzongpa, Iftekhar, Sharat Saxena, Parikshat Sahni
Release on: 17th February, 1984

Apane ghar mein ik naya
Mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh
Bhagwaan aanewaala hai
Yaar main jhumu gaayuna,
Abb chaacha main kehlaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

Apane ghar mein ik naya
Mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh
Bhagwaan aanewaala hai
Yaar main jhumu gaayuna,
Abb chaacha main kehlaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

La la la ra la la la la la la la la la

Tum dono yeh socho
Woh mehmaan kaisa hoga
Mujhe pata hai woh
Bilkul mere jaisa hoga

Tum dono yeh socho
Woh mehmaan kaisa hoga
Mujhe pata hai woh
Bilkul mere jaisa hoga


Naam bhi maine soch liya,
Raaja use bulaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga
Apane ghar mein ik naya
Mehmaan aanewaala hai

Ungali pakadake meri jab
Woh chalega galiyon mein
Ek hi phool dikhega baag ki
Laakhon kaliyon mein

Ungali pakadake meri jab
Woh chalega galiyon mein
Ek hi phool dikhega baag ki
Laakhon kaliyon mein

Aakhir mera bhatija hai,
Hero use banaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

Apane ghar mein ik naya
Mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan
Toh bhagwaan aanewaala hai

Yaar main jhumu gaayuna,
Abb chaacha main kehlaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

La la la ra la la la la la la la la la.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top