“Aap Jinke Kareeb Hote Hain” Song Details:
| Album/Label: | Tarrannum (1984) |
| Singer(s): | Pankaj Udhas |
| Composer(s): | Pankaj Udhas |
| Music Director(s): | Pankaj Udhas |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Universal Music |
| Starring: | Pankaj Udhas |
| Release on: | 19th September, 1984 |
Aap jin ke kareeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Wo bade khusha naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Jab tabiyat kisi pe aati hain
Jab tabiyat kisi pe aati hain
Maut ke din karib hote hain
Maut ke din karib hote hain
Wo bade khusha naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Mujhase milana phir aapka milna
Mujhase milana phir aapka milna
Aap kisko naseeb hote hain
Aap kisko naseeb hote hain
Wo bade khushanaseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Zulm seh kar jo uff nahi karte
Zulm seh kar jo uff nahi karte
Unke dil bhi ajeeb hote hain
Unke dil bhi ajeeb hote hain
Wo bade khusha naseeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain
Aap jin ke kareeb hote hain.


