Chand Mere Dil Ye Tera Hai Lyrics

Chand Mere Dil Ye Tera Hai Lyrics Lyrics

“Chand Mere Dil Ye Tera Hai” Song Details:

Movie: Saugandh (1961)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist(s): Prem Dhawan
Composer(s): Dilip Dholakia
Music Director(s): Dilip Dholakia
Genre(s): Love
Director(s): G.K. Ramu
Music Label: © Saregama
Starring: Gemini Ganeshan, Anjali Devi, Veerappa, Kamala Laxman

Aaja re chand mere aaja re
Chand mere chand mere
Dil ye tera hai
Aaj to ye kahde sanam
Tu bhi mera hai
Chand mere chand mere
Dil ye tera hai
Aaj to ye kahde sanam
Tu bhi mera hai
Chand mere pyar maine
Tujhse kiya hai
Dil ye tera mai bhi teri
Phir kya mera hai
Chand mere pyar maine
Tujhse kiya hai
Dil ye tera mai bhi teri
Phir kya mera hai

Teri aankho me maine
Wo rang naye dekhe
Ke khud ko gaya bhul
Aaye chain na dil deke
Teri aankho me maine
Wo rang naye dekhe
Ke khud ko gaya bhul
Aaye chain na dil deke

Dekho na tirchi
Aankho se aise sawariya
Dekho na tirchi
Aankho se aise sawariya
Hone na de bake balam
Dil me najariya
Chand mere chand mere
Dil ye tera hai
Aaj to ye kahde sanam
Tu bhi mera hai

O meri sajni aa gayi
Dil ki manjile
Kadmo me tere dal du main
Tod ke tare
O meri sajni aa gayi
Dil ki manjile
Kadmo me tere dal du main
Tod ke tare
Kya karu aji taro ko
Tum jo sang ho
Kya karu aji taro ko
Tum jo sang ho
Hote nahi tare kabhi
Chand se pyare
Hote nahi tare kabhi
Chand se pyare
Chand mere chand mere
Dil ye tera hai
Aaj to ye kahde sanam
Tu bhi mera hai
Chand mere chand mere
Dil ye tera hai
Aaj to ye kahde sanam
Tu bhi mera hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top